Join Us On Facebook |
Showing posts with label rehna hai terre dil mein. Show all posts
Showing posts with label rehna hai terre dil mein. Show all posts

Tuesday, June 29, 2010

Sach Kah raha hai - rhtdm



***
Movie :- Rehna Hai Terre Dil Mein ( Rhtdm )
Starring : R Madhavan, Diya Mirza, Saif Ali Khan.
Note:- { Rhtdm Is a remake of tamil superhit movie - " Minnale " , starring Madhavan, reema sen }

Music:- Harris Jayaraj
Lyrics : - Sameer....


****


Sach Keh Raha Hai
Deewana Dil
Dil Na Kisi Se
Lagaana
Sach Keh Raha Hai
Deewana Dil
Dil Na Kisi Se
Lagaana
Jhoothe Hai Yaar Ke
Vaade Saare
Jhoothi Hai Pyaar Ki
Kasmein
Maine Har Lamha
Jisse Chaaha
Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron
Mera Dil Toda Toda
Tanha Tanha Chooda

Sach Keh Raha Hai
Deewana Dil
Dil Na Kisi Se
Lagaana
Jhoothe Hai Yaar Ke
Vaade Saare
Jhoothi Hai Pyaar Ki
Kasmein
Maine Har Lamha
Jisse Chaaha
Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron
Mera Dil Toda Toda
Tanha Tanha Chooda

Mausam Mausam
Tha Suhaana Bada
Mausam Mausam
Maine Dekha Usse
Hua Main Paagal
Bas Pal Bhar Mein
Aa..
Mausam Mausam
Tha Suhaana Bada
Mausam Mausam
Maine Dekha Usse
Hua Main Paagal
Bas Pal Bhar Mein
Aake Basi Hai Woh
Mere Mann Mein
Uski Kami Hai
Ab Jeevan Mein
Woh Door Hai
Meri Nazron Se
Kyoon Usse Main
Chaahoon

Oo..
Sach Keh Raha Hai
Deewana Dil
Dil Na Kisi Se
Lagaana
Jhoothe Hai Yaar Ke
Vaade Saare
Jhoothi Hai Pyaar Ki
Kasmein
Maine Har Lamha
Jisse Chaaha
Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron
Mera Dil Toda Toda
Tanha Tanha Chooda

Sundar Sundar
Woh Haseena Badi
Sundar Sundar
Main To Khone Laga
Uske Nashe Mein
Bin Piye Baheka
Aa..
Sundar Sundar
Woh Haseena Badi
Sundar Sundar
Main To Khone Laga
Uske Nashe Mein
Bin Piye Baheka
Ek Din Usse
Bhoola Doonga Main
Uske Nishaan
Mita Doonga Main
Chaahunga Na Main
Us Patthar Ko
Jaa Usse Bata De

Maine Har Lamha
Jisse Chaaha
Jisse Pooja
Ussi Ne Yaaron
Mera Dil Toda Toda
Tanha Tanha Choda.....


*******
I hoped You liked...







{ hAVE A nice day to all bindass indians }

{ plzz join us on orkutclick here}

{ bindass india on facebook :
click here}


**** pLZ support us by your responses, your responses are necessary for us to grow*****

Dil Ko Tumse pyar Hua


Movie: Rehnaa hai terre dil mein ( rhtdm )
starring : R Madhavan, Diya Mirza, Saif ali khan.
*************



Lyrics of Dil KO tumse Pyar Hua:
Song rating by Bindass India : 4.3/5 : Excellent romantic song, perfect for Valentines
Lyrics by: Sameer.
Music by Harris Jayaraj.

***********


Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua

(Chhaayi hai betaabi Meri jaan, kaho main kya karoon) - 2

Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua

Oh, kho gaya main khayaalon mein
Ab neend bhi nahin aankhon mein
Karvatein bas badalta hoon
Ab jaagta hoon main raaton mein
Ab doori na sehni, har lamha kehta hai
Na jaane haal mera aisa kyoon rehta hai
Main deewana tera ban gaya jaane jaana
Main fasaana tera ban gaya jaane jaana
Haseena gori gori, churaaya chori chori
Churaaya dil chori chori chori chori chori

Dil ko tumse pyaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua

Aarzoo hai mere sapnon ki
Baitha rahoon teri baahon mein
Sirf tu mujhe chaahe ab
Itna asar ho meri aahon mein
Tu keh de haske to tod doon main rasmon ko
Marke bhi na bhooloon main teri kasmon ko
Main to aaya hoon yahan pe bas tere liye
Tera tan mann sab hai mere liye
Hai kya haseen nazaara, sama hai pyaara pyaara
Gale laga le yaara yaara yaara yaara yaara
Main bhi aashiq yaar hua, pehli baar hua
Tumse pyaar hua

(Chhaayi hai betaabi Meri jaan, kaho main kya karoon) - 2

Kya karoon, kya karoon, kya karoon.....


************

Hope You Liked It.









{ hAVE A nice day to all bindass indians }

{ plzz join us on orkutclick here}

{ bindass india on facebook :
click here}


**** pLZ support us by your responses, your responses are necessary for us to grow*****